Header Ads

Hadith: ( jo rozedar ho) wo fahash (buri) aur jahalat ki batein na kare


Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: ( jo rozedar ho) wo fahash (buri) aur jahalat ki batein na kare
---------
🌴💎 Rasool-Allah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Roza dojakh se bachne ke liye ek dhaal hai isliye ( jo rozedar ho) wo na to biwi se hambistari karey aur na fahash (buri) aur jahalat ki batein kare aur agar koi shaksh us sey ladey ya usey gaali de to uska jawab sirf ye kahna chaahiye ki main rozedar hun do baar (kahe)
📚Sahih Bukhari, Jild 3, 1894

🌴💎 Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said, Fasting is a shield (or a screen or a shelter). So, the person observing fasting should avoid sexual relation with his wife and should not behave foolishly and impudently, and if somebody fights with him or abuses him, he should tell him twice, 'I am fasting.
📚Sahih Bukhari, Book 31, No. 118



 

No comments

Powered by Blogger.