Header Ads

Mafhum-e-Hadith: Ramazan mein Umrah karna Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ke saath Hajj karne ke barabar hai / Umrah during Ramadan is equivalent to performing hajj along with me

 


Bismillahirrahmanirraheem
Mafhum-e-Hadith: Ramazan mein Umrah karna Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ke saath Hajj karne ke barabar hai

🌴💎Abdullah ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam se ek shaksh ne pucha ki Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ke saath hajj karne ke barabar (sawab mein) dusri Ibadat kaunsi hai? Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Ramzan mein Umrah karna mere saath hajj karne ke barabar hai
📚Sunan Abu Dawud, Jild 1, 222 -Sahih

🌴💎Narrated Abdullah Ibn Abbas Radi Allahu Anhu : A person asked to the Apostele of Allah peace be upon him What is that action which is equivalent to performing hajj with you? The Apostle of Allah peace be upon him said: Umrah during Ramadan is equivalent to performing hajj along with me.
📚Sunan Abu Dawud, Book 10, 1985 -Sahih
#DeenRemainder #umran #hajj #ramazan
.
#islamic #islam #allah #muslim #islamicquotes #quran #muslimah #allahuakbar #deen #dua #makkah #sunnah #ramadan #prophetmuhammad #islamicpost #alhamdulillah #islamicart #jannah #instagram #muhammad #islamicremainder #namaz #madina #Muhammad

No comments

Powered by Blogger.