Header Ads

Hamara Rab har raat Aasman-e-Duniya ki taraf nuzul farmata hai (Subhanallah) | When it is the last third of the night, our Lord


 

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Hamara Rab har raat Aasman-e-Duniya ki taraf nuzul farmata hai (Subhanallah)

 ðŸŒ´ðŸ’ŽAbu Hurairah Radi allaho anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya hamara Rab har raat Aasman-e-Duniya ki taraf nuzul farmata hai us waqt jab raat ka aakhri tihayee hissa baqi rah jata hai aur farmata hai, kaun hai jo mujhse Dua karta hai ki main uski Dua Qubul karu , Kaun hai jo mujhse mangta hai ki main use du , kaun hai jo mujhse bakhshish talab karta hai ki main uski bakshish karu. 

📚Sahih Bukhari, Vol 7, 6321 

 

🌴💎Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu :  ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam  said, "When it is the last third of the night, our Lord, the Blessed, the Superior, descends every night to the heaven of the world and says, 'Is there anyone who invokes Me (demand anything from Me), that I may respond to his invocation; Is there anyone who asks Me for something that I may give (it to) him; Is there anyone who asks My forgiveness that I may forgive him?' 

 

#Bismillah #DeenRemainder . #islamic #islam #allah #muslim #islamicquotes #quran #muslimah #allahuakbar #deen #dua #makkah #sunnah #ramadan #prophetmuhammad #islamicpost #hadith #islamicart #jannah #instagram #muhammad #namaz #madina #azkar #NawazAhmedDR

📚Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 333:

No comments

Powered by Blogger.